Tuesday, March 13, 2007

Engineering Dialogues

 

Engineering Dialogues


1. On being Late

(standing at the door... gesturing to a friend) "Andar aaon kya? Kab chalu hua?"
"Attendance ho gaya kya??"
"I was searching for the Classroom"
"Train was late"


2. During the lecture

"Prateek ka assignment 2 tere paas hai??"
"Kya bore ho raha hai. Bola tha bunk karenge."
"Heads, we go home, Tails, we go home now!!!"
"Journal sheet hai??"

3. Lab

"Expt. 2 likha??"
"Idhar Karna kya hai??"


4. Unit Test

"Oh F***!!! Itna syllabus cover ho gaya?"
"Aaj kounsa test hai?"


5. For attendance (less attendance isliye attendance badane ke liye bahane)

"I forgot the I-card , so watchman didn't let me in"

6. Late submission of assignments

"Maine Abhijit ko bola thaa ki copy karke mera assgnment bhi saath mein submit kar dena"
"Electronix ka last date extend hua thaa"
"I didn't know the last date"


7. Late submission of Journal (for printouts)

"Format pataa nahi thaa"
"Printer is not working today"
"Friday ko light nahi thee"


8. VIVA (after exam)

"Yeh bhi syllabus mein thaa kya?"
"Achha !!! ye aise hota hai kya?"
"Ye subject ka reference book kounsa hai"
"Vidyalankar mein to alag hai"


9. VIVA (b4 exam)

"Submission ab tak hua nahi hai , VIVA kya ghanta doonga"
"Dekh Boss!! external bhi aadmi hai. Usko pata hai students ka ab tak preparation nahi hua hai"


10. VIVA (General)

"Dekh , tu jo bhi padhega , woh (external) tereko woh nahi poochhnewaala, then watz the point"
"Roll no. 1 aur 2 ko wapas bulaaya hai"
"External is asking Bermuda Triangle ka Magnetic force kitna hai"
"Ye kounse subject mein aata hai"
"Aaj kounsa Viva hai?"

11. Submission

"Ye bhi chhapna hai kya?"
"Iska bhi print-out lena hai kya?"
"Tujhe Sir ka sign aata hai kya?"

12. A convo:
"Ye tune kya likha hai????"
"Jo word samajh mein aa raha hai woh likh, jo nahi samajh mein aa raha hai uska drawing nikal"
"Phir bhi, kuch to idea hoga??"
"Maine Ashish se likha hai, mera assignment check ho gaya, tu bhi wohi kar. Jo word samajh mein aa raha hai woh likh , jo nahi samajh mein aa
raha hai woh chhod de."

13. Exam

"Jo (mujhe)aata hai, woh (paper mein)aata nahi hai; jo nahi aata hai woh aata hai"
"ye question 2 saal se nahi poochha hai"
"ye last time hi poochha thaa"
"tere paas Jejurkar ke notes hai??"
"woh chapter... mark weightage 6 marks... (facial expressions speaks the story)"
"nahi samjha to rat le"
(when someone is intensively doing his last revision) "Yeh nahi aayega !!!"


 

-----------------------------------------------------------------------------------------------------

From - Bhoomi Patel 

Join me at : Join SMS Group
http://groups.yahoo.com/group/freesmsindia/join

 

Also Enjoy our website :
www.kathiyavad.com

www.groupstalk.com

No comments: